Hindi

Daya kar dann Bhakti ka
Hamain Paramatma Dena
Daya Karna Hamari Atma main
Shudhata Dena
Hamare Dyan main Auvo
Prabhu Ankho main Bas Jao
Andhere Dil main aakar Ke
Param Jyoti Jaga Dena
Bahado Prem Ki Ganga
Dilo main Prem Ka Sagar
Hamain Aapas main miljul Kar
Prabhu Rahana Sikha Dena
Hamara Karma Ho Seva
Hamara Dharma Ho Seva
Sada Eeman Ho Seva
Va Sevak Char Bana Dena
Vatan Kay Vaste Jeena
Vatan Kay Vaste Marna
Vatan Par Jaan Fida Karna
Prabhu Ham Ko Sikha Dena
Daya kar dann Bhakti ka
Hamain Paramatam Dena
Daya Karna Hamari Atma main
Shudhata Dena.

 

Author : Veerdev Veer
Duration : 85-90 second 

Send a Message

An email will be sent to the owner